SEO Kya Hai – Search Engine Optimization in Hindi Urdu 2023
SEO Kya Hai – Search Engine Optimization in Hindi Urdu Hi Friends aj ki post mein hum baat karne walye hai seo a bary mein seo kya hai? what is the seo in hindi urdu? Ager ap jana cheta hai seo kia hai ye khyu zarori hai tu is article ko complete read karan ap sub aj hum apko seo ka bary mein complete guide kare ge .seo guide hindi
SEO Kya Hai – Search Engine Optimization in Hindi Urdu 2023
Seo ka matlbe Search engine optimization hai seo website ki organictarffic ko increase karne aur website ko rank karwane aur google ka top page par rank hassle karne ka liye use keha jyta.
is mein white hat seo and black hat seo hai. seo ka bi bhot sare types hai lekin in mein se on page seo aur off page seo bhot important or main part hai. agr ap bi jald rank hassle karna chete hai tu apko bi seo karna ho ga.
SEO stands for “search engine optimization.” It is the process of getting traffic from the “free,” “organic,” “editorial” or “natural” search results on search engines.
whats is the Search Engine Optimization in Hindi Urdu 2023
search engines mein hum apni website ko rank karne ka liye aur search engine se zaida tarffic lene ka liye apne article ko optimize karte hai ap log jub bi google ya kisi aur search engines mein koi bi keyword search karte ho ge tu mostly phyle ane walye results par he click karte ho ge zaida tarh un sites ko he zaida tarffic milti hai jo google ka first page par rank karti hai. website ka kisi bi article ko google ka top page par rank karwne ka liye optimize karna bhot zarori hai is bagar apka article khbi bi google ka first page par rank nhi kare sakta.
SEO Kya Hai – Search Engine Optimization (what is the seo?)
seo ki three types hai. jo aj hum ap ko details se bate ge
Seo Types
- ; White Hat Seo
- ; Black Hat seo
- ;Gray Hat seo
1.White hat seo
White hat seo mein apko bus google ka batye hu rules ko follow karna parta hai is ka andr rha kre agr ap apni site par kam karte hai tu ap ko jald he acha rank mile jyta hai aur long time tak apka article bi rank karta hai. agr ap google ka batye hue rules ko fo;;ow karte hai tu 100% ap ko bhot fayda bi ho ga is mein agr ek bar ap ka koi article rank kare gaya tu down nhi ho ga ranking mein.
2.Black Hat seo
Black hat seo mein kuch asi techniques aur asy tariqe jin ko google allow nhi karta ye use karne ka bad apki site jald rank tu ho jyti hai lekin google khbi bi is ko down kare sakta hai agr ap long time apne article ko rank karwna chete hai tu is ko khabi use na kare.
3.Gray Hat seo
White hat aur black hat seo ko mix kare ka use keha jye tu ye gray hat seo ban jyta hai.
also raed it
Part of seo
wesy tu seo ka bhot sare parts hai lekin hum ko aj bhot he imprtant parts ka bary mein batne jya rhe hai.
1:ONPage Seo
2:OffPage Seo
1.ONPAGE SEO KIA HAI {What is the on page seo?}
onpage seo mein Onpage seo mein Website speed, Title tag, Meta description,Keyword Dencity, Hedden content, Image alt tag, Internal and external links, URL structure, Bold important keywords, Responsive website deisgn, Post heading, Post length and sitemap optimization ate hai. ap jub bi koi article write karte hai sub se phyle us ka tittle aur us article ka andr keyword us ki meta description , meta tag, photo alt etc tu important hai sath sath ek chze bhot he important hai headings headings ka bi bhot fayda hai hota hai h1 h2 h3 in sub ka use karte hai onpage seo ka ander khosis kare ka article ka andr subheading ka zaida se zaida use kare google ka batye ge rules ka mutabiqe apne article ko optimize kare ache tariqe se.
2.OFFPAGE SEO KIA HAI {What is the offpage seo?}
offpage seo ka andr jub bi ap apne article ka achi tarha on page seo kare lye tu publish karne ka bad offpage seo ki bari ayti hai offpage seo mein ap apne article ko social media par share kare backlinks bane high quality dofollow backlinks bana etc. ye sub offpage seo mein ayta hai.
umeed karte hai aj ka humra ye article apko acha lga ho ga kindly is ko share bi karan ap sub seo ka bary mein apko aur bi bhot sari jankari mile gi is site..Thanks for reading.