How To Add Your Blogger and WordPress Website To Bing Webmaster Tools in hindi urdu





Blog Website Ko Bing Webmaster Me Submit Kaise Kare

Blog Website Ko Bing Webmaster Me Submit Kaise Kare






how to add website to bing search engine Hi Friends kease hai ap sub umeed hai apsub thik ho gye dosto jasa ka is se phyle hum ne apni website ko google search console mein add karna or sitemap submit karna sekha wesy he dosto bing bi duniya ka dusra bara search engine  hai or kisi bi website ka liye bhot important hai ka us ka seo complete ho us ko jaha se searh keha jye udr wo show ho tu dosto aj hum apko bate ge kase apne bing mein apni site ko add karwna hai jis se apko bing se bi tarffic milye gi post ko full read karna ka apbi apni site ko bing mein add karwa pao.bing submit your site to bing


    Blog Website ko bing Webmaster me submit kaise kare ?

    1.How To Add Your Blogger Website To Bing Webmaster Tools





    Dosto sub se phyle apne googlewebmaster mein jana hai is link par click kare ka https://www.bing.com/toolbox/webmaster  apka samne kuch istrha show ho ga

    How To Add Your Blogger Website To Bing Webmaster Tools

    submit url to bing
    apne sign up per click krna hai ap google account ya facebook se apna account bana sakte hai just apne us per click karna jis se ap bana chete hai tu agey next apka samne ek new window open ho gi


    jub ap apna account lga kare agye aye ge tu apka samne kuch asa show ho ga






    apko enter site url ka option mein apni website ka url dena hai or add per click kare dena hai
    ab apne dusre option mein apni site ka url /ka bad jasa apko nazar ay rha hai sitemap_index.xml dena hai or add per click kare dena hai 


    apka samne asa show hoga apne is tarha ka meta tags ko copy karna hai or blogger ki site hai tu blogger ka dashborad mein jya kare theme per click karna hai or edit hml par click karna 







    jub ap edit hml par click karo gye tu apka samne coding open ho jye gi apne <head> ko search karna hai control+F se apne <head> tag ka bilkul neche jo meta tag apne copy kehe the ko past kare dena hai or wapes webmaster mein jye kare verify par click kare dena hai ab apki jo blogger website hai wo submit ho gi bing me bi




    ab ki site par bing se bi views aye gye jis se apki website ko bhot fayda ho ga.

    2.How To Add Your WordPress Website To Bing Webmaster Tools


    wordpress mein bi asa he hai sub bus apne jo meta tags hai unko copy kare ka word press ka dashborad par jana hai or seo par click karna hai apko dusra option bing webmaster ka mil jye ga udr ye past karna hai or verify par click kare dena hai.





    Bing mein add karne se apki siteki ranking achi ho gi or ye seo ka liye bi bhot important hai hope aj ki humri ye post apko pasend ai ho gi please is ko share karna un logo se jin ko nhi pta.
    Thanks for reading..

    error: Content is protected !!