How to add meta tags in blogger in hindi | blog me meta tags kaise add kare

how to add meta tags in blogger in hindi Urdu

Meta tags

Hi Friends kesy hai  ap sub hum umeed karte hai ap sub thik ho gye tu dosto jasa ap jante hai apne blog bana bi seekh lia or post karna or sath he search einges mein site ko add karna dosto ab hum apni site ka mukamal seo kare gye dost seo bhot he important hota hai seo ka ka bagar apki site google mein rank nhi kare paye gi dosto agr ap log apni site ko rank karna chete hai tu aj aj ki post mein hum apko meta tags bana seekhe gye dost or stah he ab next articles mein apko google adsense ka liye apply karne ka bary mein bate gye tu apko site par bell icon nazar ay rha ho ga us par click kare lye jub hum new articl post kare tu apko notificaiton mil jye aj apko meta tags ka bary mein bate gye umeed karte hai apne articles likhna start kare dey ho gye  lekin apka samne right side mein apko search & description ka option nhi ayta hoga tu dosto ye meta tag ki waja se he on hota hai agr ap chete hai ka apka blog jald google or others search einges mein rank kare tu ap aj ka articl ko pura read karna bhot zaida fayda ho ga or apko video bi mil jye gi ap video dhk kare bi generate kare sakte hai meta tags


br />

Meta tags bhot important hote hai jis se kisi bi search einge ko apki website ki information easy mil jyti hai.
google ka andar jub apka articl show hoga tu nech description bi show ho gi jasa apko photo mein nazar ay rhi hai
Meta tags
Meta tags seo ka hisa hote hai meta tags bana bhot zarori hai apki website ka liye
Meta tags keywords hote hai jub koi kuch type kare ka search karta hai tu agr apne meta tags banne ho gye tu wo us se meach kare jye gye or apki site us ka samne aye gi jis se apki website ki rank bahre gi. 

2.Meta tags kesy generate kare ?



Tu dost meta tag generate karne karne ka liye apko apny blogger ka dashborad mein aya kare settings par click karna ho ga or  basic par click karna hai or ap ka samne kuch asa show ho ga jasa apko photo mein nazar aya rha hai
apko phla option nazar ay rah ho ga  title ka neche description ka us ka agye edit par click karna hai aur  is jaga apne max 500 Characters ka words ka andr website ki description lekini hai or save par click kare dena hai.

or ab ap ko idr he settings ka nech search preferences ka option nazar aye ga apne us par click karna hai aur apko  phla option nazar aye ga  meta tags description ka apne us agye edit par click karan hai
apne max 150Characters ka keywords dalne hai like tags jo search able ho ya apka blog ka brye mein or lekhne ka bad apne save par click kare dena hai lekin dosto abhi humara kam khtme nhi hua abhi tu in ko generate bi karna hai or generate karne ka liye hum ko ek site ki zarort ho gi apne just google mein jya kare meta tags generator for blogger type karna hai first result par click kare dena hai 
ap is website par jub jye gye tu tora sa neche jye or apka samne kuch is tarha ka box show  ho ga apne jsut us box mein sub se uper wo description deni hai jo apne basic mein phle lekhi thi us ko copy kare ka apne first mein past karna hai or dusre mein apne wo he search prefernces mein jo keyword matlb tags jo apne lekhe the us ko copy kare ka past karna hai or us se neche name copmany name lekh dey wo zarori nhi agr nhi bi lekhe gye tu meta tag generate ho jye gye ab apko option nazar ay rha ho ga meta tags create ka us par click karna hai or or yes par click karna hai apka meta tag generate ho gye ab in ko copy karna hai.
meta tags or blogger

ab apne meta tag name se ly kare end tak copy karna hai or apne blogger mein theme par click kare ka edit hml mein jana hai or head tag ka bilkul neche past kare ka save theme par click kare dena hai
bus ab ho gya humra kam khtem ab ki websit ka 50% seo complete ho gya hai agr kuch sumjhe nhi aye tu ap video ko dhk kare bi generate kare sakte ho ho aj ka humra articl apko acha lga ho ga tu next ab hum apko batye gye google adsense ka liye kesy apply karna hai or khb karna hai please share zaror karna jin logo ko is bary mein janena chete ho un logo se ..Thanks for reading
error: Content is protected !!